Nida-e-Ghaib - Urdu Poetry By Faiz Ahmed Faiz
Urdu Poetry
Har ik ool-il-amar ko sadaa do. .
K apni fard-e-amal sambhalay. .
Uthay ga jab jama-e-sir farosha'n. .
Paraingy daar-o-rasann k laalay. .
Koi na ho ga k jo bacha lay. .
Jaza Saza sab yahi'n pe ho gi. .
Yahi'n azab-o-sawab ho ga. .
Yahi'n se uthay ga shor-e-mehshar. .
Yahi'n pe roz-e-hisaab ho ga. . . !
Har ik ool-il-amar ko sadaa do. .
K apni fard-e-amal sambhalay. .
Uthay ga jab jama-e-sir farosha'n. .
Paraingy daar-o-rasann k laalay. .
Koi na ho ga k jo bacha lay. .
Jaza Saza sab yahi'n pe ho gi. .
Yahi'n azab-o-sawab ho ga. .
Yahi'n se uthay ga shor-e-mehshar. .
Yahi'n pe roz-e-hisaab ho ga. . . !
No comments:
Post a Comment